Skip to main content

Posts

Showing posts with the label #_being_foodiee_ #beingfoodie #beingfoodieofficial #beingfoody #beingfoodielicious #beingfoodholic #fooddelicious #foodielover #foodies #foodiesunit

Vegetarian Chinese Samosa

Chinese Samosa The crispy outer covering with spicy filling adds to the crunch for a tea-time breakfast.. Ingredients :- Ingredients for Samosa dough 2 cups whole wheat flour or (1 cup maida , 1 cup atta) 1 pinch of salt 1/4 cup oil 1 glass water Ingredients for the chinese filling 1 cup rice noodles (thin), cooked 2 carrots, chopped 12 green beans (French beans) 1 Green capsicum chopped 1/2 cup cabbage, chopped 2 inch ginger, grated 3 cloves garlic, chopped 1 Green chilli, chopped 3 spring onion greens, chopped 1 teaspoon sweet and spicy red chilli sauce (tomato chili sauce) salt to taste 1 tspn black pepper powder Method :- Prepare the dough 1.sabse pahle ek bowl le us mein 1 cup maida and 1 cup atta le us mein salt, ajwain and oil dale aur pani dalte hue ek smooth dough taiyar kare aur dough ko rest karne rakh de Prepare the noodles 1.ek pan le Us mein oil dale, oil garam hone ke baad ginger, garlic and onion dal Kar fry kare 2.ab carrot, caps

Chocolate Cookies

Chocolate Cookies Chocolate is the heartbeat of every people in the world, cookies are the sweetest little bit of comfort food. Ingredients :- 2 tbspn oil 1 tbspn curd 6 to 7 tbspn milk 1 tspn vanilla essence 1 cup wheat flour 3 tbspn sugar  2 tbspn chocolate powder 1 tspn baking soda   Method :- 1.sabse pahle ek bowl le us mein 2 tbspn oil, 1 tbspn curd, 6 to 7 tbspn milk aur 1 tspn vanilla essence acchi tarah se mix Kar le 2.ab is mein 3 tbspn sugar dale aur sugar dissolved hone tak acchi tarah se mix kare 3.ab 1 cup wheat flour, coco powder aur baking soda dale aur acchi tarah se mix kare aur ek dough taiyar Kare 4.ab small size ke ball banaye aur cookies ka shape de 5.ab baking tray ko butter lagaye aur phir cookies ko Baking tray mein rakh de 6.oven ko pahle 5 minutes garam Kare aur phir baking tray oven mein rakh de aur 200 celsius par 15- 20 minutes ke liye bake kare 7.cookies bake hone ke baad thoda thanda hone ke liye rakh de 8.hamari tasty cookies

2 types of Idli Recipe

Idli Upma A quick way to use up leftover idlis, it can be served for breakfast or snack. It tastes delicious and is easy to make.. Ingredients :- 5-6 idli 1 tbspn oil 1/2 tspn mustard seed   1/2 tspn urad dal 5-6 Curry leaves 1 red dry chilli chopped 1 green chilli chopped 1 tspn turmeric powder 1/4 onion chopped 1/4 tomato chopped 2 tbspn coriander leaves chopped   1tspn grated coconut Method :- 1.sabse pahle 5-6 idlis le aur idlis ko crushed kar le 2.ab ek pan le us mein 1 tbspn oil dale phir us mein 1/2 tspn mustard seeds and 1/2 tspn cumin seeeds dale aur crakle hone de 3.ab 1/2 tspn urad dal dale and golden brown hone de phir mix kare 4.ab 1 red dry chilli and 1 green chilli and 1 tspn turmeric powder dale and mix kare 5.ab 1 tspn chopped onion and 1 tspn tomato dale and salt dal kar mix kare 6.ab 2tbspn coriander leaves dale and mix Kare 7.ab grated coconut dale and mix karke garama garam surve kare Idli Manchurian Ingredients for manc

2 types of Rasam

Dal Rasam / Pappu Charu Recipe Andra Style A thin consistency dal recipe called as pappu charu made with tomatoes, tamarind pulp, yellow lentils along with aromatic tempering.. Ingredients :- 1 cup of toovar dal 3-4 medium size tomatoes, chopped 1 tspn turmeric powder 1 tspn red chilli powder 1 tbspn oil 1, 1/2 cups water 1/2 cup tamarind pulp 3-4 curry leaves 1 tbspn coriander leaves 1 tspn mustard seed 1 tspn cumin seed 4 red chillies 1 tspn hing salt to taste Method :- 1.sabse pahle 1 cup of dal boil kare aur tamarind ko bhi alag se boil karle alag rakh de 2.ab ek pan le usmein 3-4 medium size chopped kiye hue tomatoes dale phir us mein 1 tspn turmeric powder,1 tspn red chilli powder dale and acchese mix kare 3.ab 1/2 cup of tamarind pulp dale aur acchese pakne de 4.ab us mein boil dal dale aur salt dale aur achese pakaye 5.ab tadka pan le aur us mein 1 tbspn oil dale phir 1 tspn mustard seed and 1 tspn cumin seed and 1 tspn hing dale phir 4 red c

Lemon Rice Recipe South Indian Style

Lemon Rice / Nimmakaya Annam A special andhra recipe which is hugely popular all across south india and is always made during occasion and it is yellow colored tempered tangy lemon flavored rice.. Ingredients :- 1 cup rice cooked 2 tbspn oil 1 tbspn peanuts 1 tspn chala dal 1 tspn urad dal 3-4 vertically slit green chillies 1 tspn mustard seeds 2-3 dried red chillies 6-8 curry leaves 1 tbspn coriander leaves chopped 3/4 tspn turmeric powder salt to taste 1 tbspn lemon juice Method :- 1.sabse pahle 1 cup rice ko pakale aur alag rakh de 2.ab ek kadai le us mein 2 tbspn oil garam kare ab 1 tbspn peanuts dale aur fry kare 3.ab 1 tspn chana dal and 1 tspn urad dal dale aur acchese fry kare 4.ab vertically cut kiye hue 3-4 green chillies dale and mix kare 5.ab 1 tspn mustard seeds dale and 2-3 dries red chillies dale and acchese crackle hone de 6.ab 6-8 curry leaves dale and acchese crackle hone de 7.ab 3/4 tspn turmeric powder dale and salt dale and a

Paruppu Payasam

Moong Dal Payasam Paruppu Payasam / Moong Dal Payasam an Onam Special. A rich and classsic South Indian dessert shining with the flavors of moong dal, coconut and sweetness of jaggery. Perfect to make for any celebration. Ingredients :- Ghee 2 tspn Moong Dal 1/3 cup Water  2,1/2 cup Cardamom 1/8 tspn Coconut milk 2/3 cup Cashew 5, chopped Dry Coconut flakes Method :- 1.sabse pahle ek pan le us mein ghee garam kare and phir moong dal ko roast kare tab tak roast kare jab tak color golden brown na hojaye 2.ab us mein 2 cups pani dale an acchese pakaye medium flame mein but dal puri tarah se mashed nahi hona chahiye 3.ab dusri tarf dusra pan le aur us mein jaggery and pani dal ke usko acchese melt kare thick hone tak and phir channi se chaan kar alag nikal le 4.ab jaggery syrup ko moong dal mein dale and acchese mix kar ke pakaye pakne ke bad cardamom powder dale and mix kare 5.ab coconut milk dale aur 2 minutes acchese pakaye and phir gas off kar de 6.ab ek pan

Spanish Omelette

Spanish Omelette Spanish omelette is a simple potato recipe that can be made hot or cold as a starter, main dish or dish during a picnic. Ingredients :- Egg 4 Milk 2 tbspn Potato 1/2 cup slice Onion 1 medium size chopped Black pepper powder Green chilli 2 Salt Method :-  1.sabse pahle ek pan rakhe gas par usmein oil dale garam hone ke baad potato ko acchese fry kare 2.ab onion slice dale aur mix kare and acchese fry kare 4 se 5 minutes tak pakaye crispy hone tak 3.ab ek bowl le us mein egg aur milk ko acchese mix Kare and us mein salt and pepper dale aur acchese mix karle aur ek pan garam Kare aur pan mein pakne ke liye dal de 4.ab egg ko dono side se golden brown hone tak pakaye 5.ab egg ke mixture ko potato mein dale and 2 se 3 minutes ke liye pakaye crispy hone tak 6.ab Spanish Omelette ban kar taiyar hai khane ke liye garama garam omelette ko salad ke sath surve kare.. Agar apko meri recipe acchi lagi toh like, share, comment and follow kijiye..

Kolkata Rolls

Kolkata Veg Rolls   Ingredients :- 1.5 cups refined flour   1/3 teaspoon baking powder 1 cup Cucumber sliced 1/2 cup chopped capsicum 1/2 cup red bell peppers chopped 1/2 cup chopped cauliflower 3/4 tspn lemon juice 1/2 tspn black pepper powder 4 tspn tomato ketchup 3/4 tsp chaat masala 2.5 tsp red chili sauce 2 table spoon of cooking oil Salt to taste Method :- 1.sabse pahle ek bowl le us mein refined flour dale phir salt, oil and baking powder mix kare and pani se ek soft dough taiyar kare and cover kar ke rakh de rest hone rakh de 15minutes ke liye 2.ab thoda aata le aur roti ki tarah bele aur pan par sek dono side se acchese sek le aur side mein rakh de 3.ab roti ko dono taraf se butter lagaye aur ek plate mein nikal le aur roti ke bich usmein red chilli sauce lagaye 4.ab roti mein cabbage, capsicum and cucumber dale 5.ab vegetables par pepper powder, chaat masala and lemon juice dale 6.ab us mein tomato ketchup dale and acc

Masala Paasta Recipe

Masala Pasta Ingredients :- 2 cup pasta, boiled 1 onion, chopped 1 tomato, chopped 1 capsicum, chopped 1 tbspn coriander leaves, chopped 1 tspn garlic 1 tspn chilli powder 1 tspn cumin seeds  1 tbspn oil Method :- 1.sabse pahle pasta mein oil and salt dal kar boil kar le and ek plate mein nikal le 2.ab ek pan le us mein oil dale, jeera dale fry kare phir chopped garlic dale fry kare phir onion, capsicum dale aur fry kare phir tomato dale aur acchese fry kare 3.ab pasta taste maker, salt, chilli powder dale aur thodi der pakne de 4.pakne ke baad upar se chopped coriander leaves dale aur phir upar se cheese grate kare  aur ek plate mein nikal le  5.ab hamara yummy pasta ban kar ready hai khane ke liye pasta ko garama garam surve kare.. Agar apko meri recipe acchi lagi toh like, share,comment and follow kijiye..

Ragda Pattice

Ragda Pattice Ingredients :- For ragda 1 cup kabuli chane, boil 1 onion, chopped 1 tspn, mustard seed 1 tspn ginger garlic past 1 tspn turmeric powder 1 tspn red chilli powder 1 tbspn coriander leaves, chopped 1 tbspn oil For Pattice   2 cup potato, boiled 1 tbspn corn flour 1 tspn salt   1 tbspn green chilli and coriander chutney 1 tbspn oil For ragda pattice 1 cup tamarind chutney 1 cup curd 1 tspn chaat masala 1 tspn red chilli powder 2 onion, chopped 2 tomato, chopped 1 tbspn coriander leaves, chopped   Salt to taste   1/2 cup sev Method :- 1.sabse pahle kabuli chane ko tadka lagye ek pan le usmein oil dale, mustard seeds dale, onion dale, ginger and garlic paste dale aur phir chane dale aur pakne de 2.ab ek bowl le us mein mashed kiye hue aloo le usmein salt, cornflour dale aur acchese mix kare aur medium size ki tikkiya bana le 3.ab ek pan mein oil garam kare aur aloo ki tikkiyo ko shallow fry kare aur alag nikal ke rakh de 4.ab

Katori Chaat Recipe

Katori Chaat Ingredients :- For Katori 2 cup maida 1/2 tspn salt   2 tbspn oil oil for frying water For Katori Chaat   1 cup chana, boiled 1 potato, boiled and chopped in a cube shape 1/4 cup green chilli chutney 1 cup moong dal sprouts 1/2 cup tamarind chutney 1 cup curd 1 tspn red chilli powder 1 tspn cumid powder 1 onion, chopped 1 tomato, chopped 1/2 cup sev 1 tbspn coriander leaves, chopped 1 tspn chaat masala 1 tspn salt Method :- 1. sabse pahle 1 bowl le us mein maida, salt aur oil dal kar ek soft dough taiyar kar le aur thode der ke liye rest karne rakh de 2. ab thoda ata le aur aate ko roti ki tarah bele aur fork se marks kare phir ek medium size ki katori le aur bahar ki taraf se katori ko aate se acchese cover kare aur gas par kadai mein oil garam kare and katori ko oil mein  deep fry hone ke liye dal de acchese fry hone ke baad katori ko bahar nikal le aur  andar ki taraf se bhi fry kar le aur acchese oil nikal ke tissue paper par alag

Maharashtrian kakdi Thalipeeth

Maharashtrian Kakdi  Thalipeeth A healthy morning or evening breakfast recipe that is made with various flours like wheat flour, gram flour and rice flour and fresh grated cucumber. This flat Indian bread can be served with pickle, chutney or raita with simple everyday spices, green chillies and garlic. Ingredients :- 1/2 cup gram flour (gram flour) 1/2 cup whole wheat flour 1/4 cup rice flour 1 cucumber, peeled and grated 1 tspn turmeric powder 1 tspn cumin powder 1 tspn Carom seeds (ajwain) 1 tspn Cumin Powder 1 tspn red chilli powder 2 Green Chillies, finely chopped 1/2 cup coriander leaves, chopped 5 cloves garlic, finely chopped, salt to taste ghee for thalipeth Method :- 1.sabse pahle cucumber ko grate kar le aur uska pani acchese nikal le 2.ab ek big bowl le aur sare aate ko bowl mein mix kar le 3.ab aate mein grate kiye hue cucumber, turmeric powder, cumin powder, ajwain, red chilli powder, green chillies, coriander leaves, salt sab acchese mix karle

Homemade Pizza

Tawa Pizza  Ingredients :- Pizza Dough Maida 2cup (or 1 cup maida, 1 cup ata) Curd 1 cup 1/2 cup water 1,1/2 tbspn oil 1/2 tspn salt 1/2 tspn sugar Pizza sauce   1 tspn cumin seed 1 bowl onion 1,1/2 bowl tomato 1 tspn garlic cloves   1 tspn red chilli flakes 1, 1/2 oil Pizza toppings 1cup capsicum 1cup onion 1cup tomato (ap apke pasand ke aur bhi vegetables dal sakte ho) 500gm mozzarella cheese Method :- Making pizza dough 1.sabse pahle atta le usme salt, sugar, curd dale aur water(if required) dalke acchse soft dough taiyar kare aur2 hours ke liye rest hone rakh de2 hours ke baad phir ek loi le aur bele aur fork ke through mark kare aur oven mein 10 minutes ke liye oven mein bake kare 10 minutes baad oven se bahar nikal kar thanda hone rakh de Making pizza sauce 1.sabse pahle ek kadai le us mein oil, jeera, red mich aur garlic dale aur acchese fry kare  chopped onion, tomatoes dale aur acchese fry kare phir us mein vinegar, toamato sauce and soya s

Crispy Corn Cutlet

Crispy Corn Cutlet Ingredients :-   Corn 1,1/2 bowl Potato 1 bowl mashed Corn flour 1 tbspn Coriander leaves 1 tbspn Green chilli 1 tspn Red chilli powder 1 tspn Chaat masala 1 tspn Suji 1 tbspn Salt to taste Method :- 1.sabse pahle corn ko mixer mein pise le aur ek bowl mein nikal le phir us mein 1 mashed potato dale, 1 tbspn corn flour dale aur acchese mix kare 2.ab 1tspn green chilli, 1tspn red chilli, 1tspn chaat masala, salt dale aur mix kare 3.ab 1tbspn coriander leaves dale aur acchese mix kare 4.ab choti loi le aur usko apne pasand ka shape de aur ek taraf gas par oil garam hone rakha de, oil jaise hi garam hojaye toh phle cutlet ko corn flour ke ghol mein dip kare aur phir suji se coat kar ke oil mein deep fry kare aur ek plate mein nikal le 5.hamare tasty corn cutlet ban kar taiyar hai cutlets ko garama garam surve kare sauce ke sath. Agar apko meri recipe acchi lagi toh like, share, comment and follow Kare..

Bread Potato Rolls

Bread Potato Rolls Ingredients :- Bread 1 pack Potato 4 medium size mashed onion 1 chopped Coriander leaves 1 tbspn Green chilli chopped 1tspn chopped Ginger 1tspn chopped Chaat masala 1tspn   Red chilli powder 1 tspn Cumin (jeera) powder 1tspn Salt to taste Method :- 1. sabse pahle ek bowl le us mein mashed kiye hue aloo dale phir us mein 1 chopped onion, 1 tspn green chilli, 1tspn chopped ginger, 1 tspn red chilli powder, 1 tspn chaat masala,1 tspn jeera powder, salt aur 1 tbspn coriander leaves dal kar acchese mix kare 2. ab ek plate mein pani dale aur ek bread ka slice le bread ko pani mein dip kar ke pura gila kar le aur phir bread mein se pani acchi tarh se nikal le phir gile bread ke slice ko hath par rakhe aur us mein 1 spoon potato ka mixture dale aur bread ko acchese fold karte hue roll kare,aur bread ko acchese roll kare taki aloo ka mixture bahar na nikle 3. ab ek taraf gas par kadai rakhe aur oil garam hone rakh de, baki ke bread roll taiyar kar le

Aloo Suji French Fries

Aloo Suji French Fries Ingredients :-   1 cup suji 5 aloo 1 tspn Chaat masala 1 tspn chilli flakes 1 glass water 2 tbspn oil   Salt to taste Method :- 1. sabse pahle gas par pan rakhe us mein pani dale aur pani garam kare pani garam hone ke baad us mein salt and chaat masala aur chilli flakes dale aur phir us mein suji dale aur acchese mix kare suji pakne ke baad ek plate mein nikal le aur thanda hone de 2. jaise hi suji thandi hojaye us mein mashed aloo aur salt dal kar ek soft dough taiyar kare le aur thodi der rest karne ke liye rakh de 3. ab dough me se ek loi le aur usko roti ki tarah bele aur knife se lambe shape mein cut kar le 4. dusri taraf gas par pan rakhe us mein oil garam kare aur cut kiye hue fries ko oil mein crispy hone tak acchese fry kare aur phir fry hone ke baad plate mein tissue paper rakhe aur plate mein nikal le 5. ab hamara tasty french fries ban kar taiyar hai french fries ko sauce aur mayonnaise ke sath garama garam surve kare.. Agar a