Skip to main content

Kolkata Rolls

Kolkata Veg Rolls

  Ingredients :-
  • 1.5 cups refined flour 
  • 1/3 teaspoon baking powder
  • 1 cup Cucumber sliced
  • 1/2 cup chopped capsicum
  • 1/2 cup red bell peppers chopped
  • 1/2 cup chopped cauliflower
  • 3/4 tspn lemon juice
  • 1/2 tspn black pepper powder
  • 4 tspn tomato ketchup
  • 3/4 tsp chaat masala
  • 2.5 tsp red chili sauce
  • 2 table spoon of cooking oil
  • Salt to taste
Method :-
1.sabse pahle ek bowl le us mein refined flour dale phir salt, oil and baking powder mix kare and pani se ek soft dough taiyar kare and cover kar ke rakh de rest hone rakh de 15minutes ke liye
2.ab thoda aata le aur roti ki tarah bele aur pan par sek dono side se acchese sek le aur side mein rakh de
3.ab roti ko dono taraf se butter lagaye aur ek plate mein nikal le aur roti ke bich usmein red chilli sauce lagaye
4.ab roti mein cabbage, capsicum and cucumber dale
5.ab vegetables par pepper powder, chaat masala and lemon juice dale
6.ab us mein tomato ketchup dale and acchese fold kare
7.ab roll ko paper napkin mein roll kare aur garama garam surve kare..
Agar apko meri recipe acchi lagi toh like, share, comment and follow kijiye..

Comments

Post a Comment

If you have any doubts, Please let me know

Popular posts from this blog

Maggii with Punjabi tadka

Maggii in Punjabi style Ingredients :-  1 onion 1 capsicum 1 tomato 1 tbspn peas (matar) 1 tbspn carrot 1 tspn garlic chopped 1 tspn red chilli powder 1 tbspn coriander leaves 1 tspn maggii magic masala 1 tbspn butter (desi ghee) 1,1/2 tspn oil 2 red chilli 1 tspn cumin seeds (jeera) 1 glass water         Method :-                  1. sabse pahle sab vegetables ko wash kar ke chopped kar le 2. gas par pan rakhe 1 spoon oil dale, oil jaise hi garam hojaye oil mein jeera dale, phir chopped kiye hue onion, capsicum, tomato, carrot and matar dale aur sab sabjiyo ko fry kare 3. ab red chilli powder, garam masala aur maggii taste maker masala dale aur acchese mix kare, phir 1 glass water (pani) dale aur pani ko boil hone de 4. ab maggii dale aur 2 minutes k liye dhakkan dhak de, 2 minut...

Maharashtrian kakdi Thalipeeth

Maharashtrian Kakdi  Thalipeeth A healthy morning or evening breakfast recipe that is made with various flours like wheat flour, gram flour and rice flour and fresh grated cucumber. This flat Indian bread can be served with pickle, chutney or raita with simple everyday spices, green chillies and garlic. Ingredients :- 1/2 cup gram flour (gram flour) 1/2 cup whole wheat flour 1/4 cup rice flour 1 cucumber, peeled and grated 1 tspn turmeric powder 1 tspn cumin powder 1 tspn Carom seeds (ajwain) 1 tspn Cumin Powder 1 tspn red chilli powder 2 Green Chillies, finely chopped 1/2 cup coriander leaves, chopped 5 cloves garlic, finely chopped, salt to taste ghee for thalipeth Method :- 1.sabse pahle cucumber ko grate kar le aur uska pani acchese nikal le 2.ab ek big bowl le aur sare aate ko bowl mein mix kar le 3.ab aate mein grate kiye hue cucumber, turmeric powder, cumin powder, ajwain, red chilli powder, green chillies, coriander leaves, salt sab acchese mix k...

Katori Chaat Recipe

Katori Chaat Ingredients :- For Katori 2 cup maida 1/2 tspn salt   2 tbspn oil oil for frying water For Katori Chaat   1 cup chana, boiled 1 potato, boiled and chopped in a cube shape 1/4 cup green chilli chutney 1 cup moong dal sprouts 1/2 cup tamarind chutney 1 cup curd 1 tspn red chilli powder 1 tspn cumid powder 1 onion, chopped 1 tomato, chopped 1/2 cup sev 1 tbspn coriander leaves, chopped 1 tspn chaat masala 1 tspn salt Method :- 1. sabse pahle 1 bowl le us mein maida, salt aur oil dal kar ek soft dough taiyar kar le aur thode der ke liye rest karne rakh de 2. ab thoda ata le aur aate ko roti ki tarah bele aur fork se marks kare phir ek medium size ki katori le aur bahar ki taraf se katori ko aate se acchese cover kare aur gas par kadai mein oil garam kare and katori ko oil mein  deep fry hone ke liye dal de acchese fry hone ke baad katori ko bahar nikal le aur  andar ki taraf se bhi fry kar le aur acchese oil nikal ke tis...