Skip to main content

2 types of Rasam

Dal Rasam / Pappu Charu Recipe Andra Style
A thin consistency dal recipe called as pappu charu made with tomatoes, tamarind pulp, yellow lentils along with aromatic tempering..
Ingredients :-
  • 1 cup of toovar dal
  • 3-4 medium size tomatoes, chopped
  • 1 tspn turmeric powder
  • 1 tspn red chilli powder
  • 1 tbspn oil
  • 1, 1/2 cups water
  • 1/2 cup tamarind pulp
  • 3-4 curry leaves
  • 1 tbspn coriander leaves
  • 1 tspn mustard seed
  • 1 tspn cumin seed
  • 4 red chillies
  • 1 tspn hing
  • salt to taste
Method :-
1.sabse pahle 1 cup of dal boil kare aur tamarind ko bhi alag se boil karle alag rakh de
2.ab ek pan le usmein 3-4 medium size chopped kiye hue tomatoes dale phir us mein 1 tspn turmeric powder,1 tspn red chilli powder dale and acchese mix kare
3.ab 1/2 cup of tamarind pulp dale aur acchese pakne de
4.ab us mein boil dal dale aur salt dale aur achese pakaye
5.ab tadka pan le aur us mein 1 tbspn oil dale phir 1 tspn mustard seed and 1 tspn cumin seed and 1 tspn hing dale phir 4 red chillies and curry leaves dale aur fry hone de jaise hi tadka taiyar hojaye tadke ko dal mein dal de aur acchese mix kare.
6.ab upar se coriander leaves dale aur mix kare and rice ke sath garama garam rasam surve kare.

Tomato Rasam Recipe
This is yet another variant of Rasam, which is a must have item with steamed rice in lunch or dinner in Southern India. In addition to being hot and spicy, tomato rasam also has a tangy flavor due to tomato.It is also knowns as tomato charu in south..
Ingredients :-
  • 1 bowl tomatoes
  • 1 tbspn tamarind pulp
  • 1 tspn red turmeric powder
  • 1 tspn red chilli powder
  • 3-4 curry leaves
  • 1 tbspn coriander leaves
  • salt to taste
Method :-
1.sabse pahle cooker le us mein 1bowl tomato, 1 tbspn tamarind, 1 tspn haldi, 1 tspn mirchi, salt dale aur boil karle aur uska juice(pani) nikal le
2.ab tadka pan le us mein oil dale 1 tspn mustard seed, 1 tspn cumid seed, 1 tbspn curry leaves dale aur tadka taiyar hone ke baad cooker mein dal de aur thodi der pakaye
3.ab us mein 1 tbspn coriander leaves dale aur rice ke sath garama garam rasam surve kare..
Agar apko meri recipe acchi lagi toh like, share, comment and follow kijiye..


Comments

Popular posts from this blog

Maggii with Punjabi tadka

Maggii in Punjabi style Ingredients :-  1 onion 1 capsicum 1 tomato 1 tbspn peas (matar) 1 tbspn carrot 1 tspn garlic chopped 1 tspn red chilli powder 1 tbspn coriander leaves 1 tspn maggii magic masala 1 tbspn butter (desi ghee) 1,1/2 tspn oil 2 red chilli 1 tspn cumin seeds (jeera) 1 glass water         Method :-                  1. sabse pahle sab vegetables ko wash kar ke chopped kar le 2. gas par pan rakhe 1 spoon oil dale, oil jaise hi garam hojaye oil mein jeera dale, phir chopped kiye hue onion, capsicum, tomato, carrot and matar dale aur sab sabjiyo ko fry kare 3. ab red chilli powder, garam masala aur maggii taste maker masala dale aur acchese mix kare, phir 1 glass water (pani) dale aur pani ko boil hone de 4. ab maggii dale aur 2 minutes k liye dhakkan dhak de, 2 minute ke baad maggii magic masala dale aur acchese mix kare aur maggii ko 2 minutes aur pakne de 5. dursi taraf ek

Cup Cake

Chocolate Cup Cake This cake was sent home from our children's school. This is the simplest, best tasting cake I have ever made.  Great for making with kids, especially for cupcakes. Ingredients :- 1pack of Parle-G Biscuit 1small spoon sugar 1/2 table spoon soda 1 spoon coco powder       1 spoon butter 2 cup hot milk 1 chocolate 3 spoon chocolate syrup [2cups, pan, stand(steal cooking ware steaming) , bowl, spoon] Method :- 1. Sabse pahle biscuit ko mixture ke jar mein crush kar le, phir biscuit ke powder  ko ek bowl mein nikal le usme soda,sugar, coco powder bhi dale aur acchi tarah se mix kare phir dudh ko garam kare aur garam dudh ko dhere dhere bowl mein dale aur acchi tarah mix kare aur ek smooth batter taiyar kare  2. Gas par Pan rakhe, pan ke andar stand rakhe aur pan ko 5minutes garam hone de, phir cup mein butter lagaye, phr cup mein thoda batter dale phr thoda chocolate syrup dale aur phir se upar se batter dale aur phir

Ragda Pattice

Ragda Pattice Ingredients :- For ragda 1 cup kabuli chane, boil 1 onion, chopped 1 tspn, mustard seed 1 tspn ginger garlic past 1 tspn turmeric powder 1 tspn red chilli powder 1 tbspn coriander leaves, chopped 1 tbspn oil For Pattice   2 cup potato, boiled 1 tbspn corn flour 1 tspn salt   1 tbspn green chilli and coriander chutney 1 tbspn oil For ragda pattice 1 cup tamarind chutney 1 cup curd 1 tspn chaat masala 1 tspn red chilli powder 2 onion, chopped 2 tomato, chopped 1 tbspn coriander leaves, chopped   Salt to taste   1/2 cup sev Method :- 1.sabse pahle kabuli chane ko tadka lagye ek pan le usmein oil dale, mustard seeds dale, onion dale, ginger and garlic paste dale aur phir chane dale aur pakne de 2.ab ek bowl le us mein mashed kiye hue aloo le usmein salt, cornflour dale aur acchese mix kare aur medium size ki tikkiya bana le 3.ab ek pan mein oil garam kare aur aloo ki tikkiyo ko shallow fry kare aur alag nikal ke rakh de 4.ab