Katori Chaat
For Katori
- 2 cup maida
- 1/2 tspn salt
- 2 tbspn oil
- oil for frying
- water
- 1 cup chana, boiled
- 1 potato, boiled and chopped in a cube shape
- 1/4 cup green chilli chutney
- 1 cup moong dal sprouts
- 1/2 cup tamarind chutney
- 1 cup curd
- 1 tspn red chilli powder
- 1 tspn cumid powder
- 1 onion, chopped
- 1 tomato, chopped
- 1/2 cup sev
- 1 tbspn coriander leaves, chopped
- 1 tspn chaat masala
- 1 tspn salt
1. sabse pahle 1 bowl le us mein maida, salt aur oil dal kar ek soft dough taiyar kar le aur thode der ke liye rest karne rakh de
2. ab thoda ata le aur aate ko roti ki tarah bele aur fork se marks kare phir ek medium size ki katori le aur bahar ki taraf se katori ko aate se acchese cover kare aur gas par kadai mein oil garam kare and katori ko oil mein deep fry hone ke liye dal de acchese fry hone ke baad katori ko bahar nikal le aur andar ki taraf se bhi fry kar le aur acchese oil nikal ke tissue paper par alag rakh de
3. ab ek plate mein banai hui katori rakhe aur us mein tspn boil chana dale, 1 tspn boil and cubed kiye hue potato dale, 2tbspn moong sprouts dale, 1/2 tspn green chilli chutney dale, 1tspn tamarind chutney dale and 1 tbspn curd dale
4. ab thoda chilli powder, cumin powder, chaat masala and salt sprinkle kare
5. ab 1 tbspn onion and tomato dale and upar se coriander leaves se garnish kare and sev dale
6. ab tasty katori chaat ready hai khane ke liye, tasty katori chaat ko turant hi surve kare..
Agar apko meri recipe acchi lagi toh like, share, comment and follow kare..
Yummy
ReplyDeleteThank you 😊
DeleteTasty
ReplyDeleteThank you 😊
Deletetest bhi hai aur best bhi hai recipe 👌💯😋
ReplyDeleteThank you 😊
Delete