Skip to main content

Crispy Corn Cutlet

Crispy Corn Cutlet


Ingredients :- 
  • Corn 1,1/2 bowl
  • Potato 1 bowl mashed
  • Corn flour 1 tbspn
  • Coriander leaves 1 tbspn
  • Green chilli 1 tspn
  • Red chilli powder 1 tspn
  • Chaat masala 1 tspn
  • Suji 1 tbspn
  • Salt to taste
Method :-
1.sabse pahle corn ko mixer mein pise le aur ek bowl mein nikal le phir us mein 1 mashed potato dale, 1 tbspn corn flour dale aur acchese mix kare
2.ab 1tspn green chilli, 1tspn red chilli, 1tspn chaat masala, salt dale aur mix kare
3.ab 1tbspn coriander leaves dale aur acchese mix kare
4.ab choti loi le aur usko apne pasand ka shape de aur ek taraf gas par oil garam hone rakha de, oil jaise hi garam hojaye toh phle cutlet ko corn flour ke ghol mein dip kare aur phir suji se coat kar ke oil mein deep fry kare aur ek plate mein nikal le
5.hamare tasty corn cutlet ban kar taiyar hai cutlets ko garama garam surve kare sauce ke sath.
Agar apko meri recipe acchi lagi toh like, share, comment and follow Kare..







Comments

Post a Comment

If you have any doubts, Please let me know

Popular posts from this blog

Maggii with Punjabi tadka

Maggii in Punjabi style Ingredients :-  1 onion 1 capsicum 1 tomato 1 tbspn peas (matar) 1 tbspn carrot 1 tspn garlic chopped 1 tspn red chilli powder 1 tbspn coriander leaves 1 tspn maggii magic masala 1 tbspn butter (desi ghee) 1,1/2 tspn oil 2 red chilli 1 tspn cumin seeds (jeera) 1 glass water         Method :-                  1. sabse pahle sab vegetables ko wash kar ke chopped kar le 2. gas par pan rakhe 1 spoon oil dale, oil jaise hi garam hojaye oil mein jeera dale, phir chopped kiye hue onion, capsicum, tomato, carrot and matar dale aur sab sabjiyo ko fry kare 3. ab red chilli powder, garam masala aur maggii taste maker masala dale aur acchese mix kare, phir 1 glass water (pani) dale aur pani ko boil hone de 4. ab maggii dale aur 2 minutes k liye dhakkan dhak de, 2 minute ke baad maggii magic masala dale aur acchese mix kare aur maggii ko 2 minutes aur pakne de 5. dursi taraf ek

Cup Cake

Chocolate Cup Cake This cake was sent home from our children's school. This is the simplest, best tasting cake I have ever made.  Great for making with kids, especially for cupcakes. Ingredients :- 1pack of Parle-G Biscuit 1small spoon sugar 1/2 table spoon soda 1 spoon coco powder       1 spoon butter 2 cup hot milk 1 chocolate 3 spoon chocolate syrup [2cups, pan, stand(steal cooking ware steaming) , bowl, spoon] Method :- 1. Sabse pahle biscuit ko mixture ke jar mein crush kar le, phir biscuit ke powder  ko ek bowl mein nikal le usme soda,sugar, coco powder bhi dale aur acchi tarah se mix kare phir dudh ko garam kare aur garam dudh ko dhere dhere bowl mein dale aur acchi tarah mix kare aur ek smooth batter taiyar kare  2. Gas par Pan rakhe, pan ke andar stand rakhe aur pan ko 5minutes garam hone de, phir cup mein butter lagaye, phr cup mein thoda batter dale phr thoda chocolate syrup dale aur phir se upar se batter dale aur phir

Ragda Pattice

Ragda Pattice Ingredients :- For ragda 1 cup kabuli chane, boil 1 onion, chopped 1 tspn, mustard seed 1 tspn ginger garlic past 1 tspn turmeric powder 1 tspn red chilli powder 1 tbspn coriander leaves, chopped 1 tbspn oil For Pattice   2 cup potato, boiled 1 tbspn corn flour 1 tspn salt   1 tbspn green chilli and coriander chutney 1 tbspn oil For ragda pattice 1 cup tamarind chutney 1 cup curd 1 tspn chaat masala 1 tspn red chilli powder 2 onion, chopped 2 tomato, chopped 1 tbspn coriander leaves, chopped   Salt to taste   1/2 cup sev Method :- 1.sabse pahle kabuli chane ko tadka lagye ek pan le usmein oil dale, mustard seeds dale, onion dale, ginger and garlic paste dale aur phir chane dale aur pakne de 2.ab ek bowl le us mein mashed kiye hue aloo le usmein salt, cornflour dale aur acchese mix kare aur medium size ki tikkiya bana le 3.ab ek pan mein oil garam kare aur aloo ki tikkiyo ko shallow fry kare aur alag nikal ke rakh de 4.ab